Wo meri zaroorat haii

Sunday, August 11, 2013

Wo meri zaroorat haii


Woh Meri Zaroorat Hai.

Meri Aadat Hai.
Meri Chaahat Hai.

Woh Meri Zindagi Hai.
Meri Har Khushi Hai.
Meri Aashiqui Hai.

Shayad
Usko Yeh Baat Raas Naa Aayi.
Woh Kabhi Bhi Mere Paas Naa Aayi.

Bhale Hi Kaante Inn Raahon Ke Bheech Hai.

Usse Apna Banaane Ki Ek Zidd Hai.

Mein Issliye Nahi Bhul Paa Raha Hun Usse,

Kyunki Dil Ko Usse Paane Ki Ab Bhi Umeed Hai.



..
Sent from my BlackBerry® on Reliance Mobile, India's No. 1 Network. Go for it!

2 comments :

  1. very true bina umeed k kuch nahi hota
    sare raste usse dur le ate hai z
    par ye dil ka rasta sirf usi tak jata hai

    ReplyDelete

Translate

2

Featured Post

Unless you have known what love is, you have not known what melody is.

The Divine Melody Unless you have known what love is, you have not known what melody is. oshoIt is the meeting, orgasmic meeting, of death a...

THANK YOU

I know your time is valuable and limited resource for each of you.Thank you for read my blog

kauu production. Powered by Blogger.